first year and 2nd year pattern

REMINDER
=========
XI & XII Annual Exam Pattern 2017
=========
IK NAZAR NEW PATTERN Pe K Kia Kia Changes Howe Hai.
=========
MCQs Paper Last 20 Minutes Main Diya Jayega.
MCQs Ko Kam Se Kam 3 Saal tak Duhrane Per Pabandi Hogi.
Tamam Groups K Lazmi SUbjects Ka Pattern Change Kiya Gaya Hai.
=========
FIRST YEAR URDU
=========
1) Questions/Answers Ka Izafa Kiya Gaya Hai lekin Us Main AP K Paas Choice Hogi, Ap Q/A Ke Jaga Khulasa Bhi Likh Sakte Hain.
2) 1 Question Ka Izafa Kia Gaya Hai
(Muhawra (Idioms) or Asanf-e-Adab ke tareef me se apko koe ik Chez krni hge)
3) Long Main Ik Choice Rakhi hai (Kisi Mushaerey Ka Ankho Dekha Haal)
=========
SECOND YEAR URDU
=========
1) Section B Main 1 Question Ka Izafa Kia Gaya Hai Jis Main Apko Q/A Ya Kisi 2 Shaaer K 2,2 Shair likhne hungey.
2) Section C Main Mazmoon Ka Izafa Kia Gaya Hai Jo K Ap K Pas Choice Mai Hoga.
=========
FIRST YEAR ENGLISH
=========
1) SECTION B Ko 4 Sections me divide kia gaya hai.
i) Book-1 Means Prose Section Se Questions
ii) Book 2 Means Poem Section Se Questions
iii) Book 3 Means Drama Section Se Questions
iv) Grammar Se Questions
2) SECTION C Main Character Sketch Wala Question Khatam kar Diya Gaya hai.
=========
SECOND YEAR ENGLISH
=========
1) SECTION B Ko 4 Sections me divide kia gaya hai.
i) Book-1 Means Prose Section Se Questions
ii) Book 2 Means Poem Section Se Questions
iii) Book 3 Means Drama Section Se Questions
iv) Grammar Se Questions
2) SECTION C Main Character Sketch Ke Jaga Narration Add Kia Hai.
=========
ISLAMIAT
=========
1) Differneces or Istilahat Hata Dye Gaye hain Us ke Jaga Q/A Add kia Hai.
2) MCQs 10 kar Dye Gaye Hain or Translations ab 5 karne hongey pehle 4 karne the.
=========
PAKISTAN STUDIES
=========
1) MCQs 10 kar Dye Gaye Hain or Short Q/A Ab 6 karne Hnge Pehle 5 karne the.
=========
XI & XII BOTANY
=========
1) Section B Ko 2 Parts Main Divide Kia Gaya Hai.
Pehle Part Main Apko Har Sawal Ka Answer 2 Lines Main Likhna Hoga or Dusre Part main APko 5 Lines Ka.
2) Long Pattern Same Hai.
=========
=========
=========
COmmerce or Arts K Optional SUbjects Ka Pattern Old Hai Srf Compulsory Subjects Ka Change Howa Hai.

Comments

Popular posts from this blog

Zarb E Azb Operation In Pakistan Essay In English

HBL PSL 2017 Essay